शुक्रवार, 13 अगस्त 2010

Maan swatantrata ka!

Sathiyon Swatantrata ka matlab kya hum sab jante hain....? Jante to hain per shayad samajhhte nhi hai...ya samajhhne ki koshish nhi karte hain... Hum sirf apni khushiyan pana chahte hai(dusron ki lutker), tho ye to phir 1947 ke pahle wali condition ho gai...jo angrez karte the... to ham azad kaise hue...



Ham azad nhi ho paye hain apni rudhhvadita se..., apni soch se ..., apne swarth se..., jatiwad se..., .....

Chand logon k desh ke bahar chale jane se koi azad nhi hota! Azadi to hame tab milegi jab ham apni soch badal payenge...Aap sab ko swatantrata ka maan tho rakhna hi chahiye.

                    Khair.... aap to swatantra hai...mai kaun hota hun samjhhane wala? Any way aap sabhi ko Independence Day ki hardik Shubhkamnayen!





                                                                                      --------Apka Rajeev


1 – 1 of 1

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें